|
Joined: Thu Apr 28, 2011 10:14 am Posts: 495
|
|
Ye saal mahinay din shumaar na karna Bai ja dil-e-muztarib pay waar na karna
Wo keh gaya thha waqt-e-rukhsat ye bhe Kisi musaafir ka aitebaar na karna
Na mujhay yaad dilana na mujhay yaad aana Apni berbaad haseraton ka izhaar na karna
Sufer-e-hayaat main apnay leye tum chun laina Koe bhe gosha-e-makan per intezaar na karna
Dawa-e-dil k leye kaafi thha os ka ye kehna Apni hasti kee hudon ko paar na karna
Saza k taur pay kaatna ye zindagi apni Wafa bai mole bhe milay tau payar na karna
Zakhmon ko apnay see laina tanhaiye main baith kar shaukat Ore iss saee main saal mahinay din shumaar na karna
|
|